Tum on logon main sy lagty hu ju her khatm-e-quran main sab sy akhir main puhanchty hai ky jab aik bhi para nahi bachta:D or kehty hain acha sab sipary lay liy MashaAllah or khany main kiya kiya hy bari khushboin a rahi hain:D
main un logon main se hon jo jub moka milta hai tou esey khaney main bhaang wagaira mila dete hain, taak-e "ibaadat" karney walon ko ibaadat ka nasha tou mehsoos ho na.
ye dikhaway ki ibaadat