Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
bachhay doo hi achhay ![]()
baqi saray ganday bachhay ![]()
wazarat e behbood e abadi
hukoomat e Pakistan
![]()
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
bachhay doo hi achhay ![]()
baqi saray ganday bachhay ![]()
wazarat e behbood e abadi
hukoomat e Pakistan
![]()
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
lolzz hilarious…lekin saaf tou abhi tak nahi hoay
![]()
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
tumharay liyaay sulfuric acid kay ghusal ka bandobast kar dooN ![]()
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
Reshmaa 222
kapRay karaY saaf
ujlaY aur shadaab ![]()
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
Anwaar tumhain sirf sabun kay ads yaad hain
?
yar yeh aurtooN ka item hay ![]()
koi mardanaa baat karoo ![]()
Like Gillette G2
ohhhh what a shave … ![]()
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
Dard kaa hul
dau goli
talwaar kay nishaan waali
Paracetomol :halo:
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
iss say bhi koi farq nahi para..![]()
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
yar flooding mat karoo ![]()
mujhay aur Anwaar koo daikhoo - sabaq seekhoo
ham loogooN nay kabhi flooding nahi ki ![]()
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
kiya gandaa kaam kar diyaa, farq hee naheeN paR reeYaaa ![]()
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
kabhi Takabbur naheeN kiYaa ![]()
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
lol…woh tou pata laga raha kabhi nahi kii…app dono sey yahan pey sabaq hii tou seekh raha hoon ![]()
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
Maktab-e-flooding kaa dastoor Chichoraa dekhaa
Wohi bann huvaa jiss ko sabaq yaad huvaa ![]()
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
koi expensive surf layien..inn say kam nahi chalay gaa..
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
Mereee kaaaaab shaadiiiiiiii hooooneeee haiiiiii ![]()
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
![]()
Jub tum kissi ko mil jaao gee :halo:
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
hai Allah
tum baba hoo ![]()
hum tu tumhain baby samajh rahay thaay ![]()
sholly ![]()
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
Koi milta nahi ![]()
Re: Gupshup Shadi Bukhaar…
Drop Scene :shooN_kee_awaaz_Wala_Icon: