Gupshup Shadi Bukhaar...

Re: Gupshup Shadi Bukhaar…

hum tau abb bhee haftaY kay haftaY yaa haftaY maiN dau dafa biryaani pakaataY haiN :hehe: … abhee yadooN kee hud tuk baat naheeN gaYee.. yaad tau sirf uss ko rakhaa jaataa hai jiss ko aap choR daiN :smiley: