Re: Gupshup Photography 2014
Ohhh no bechari ![]()
Ek free advice dun apney sath hamesha chips ya pop corn rakha karein… ![]()
humery ghar ke nichey ek bili hai jo humein dehk ker forun ajati hai bechari ghar mae ghuss rahi thi abb papa us ke liye bhi alag se porey haftey ki ek chicken laya karein gey wo pairun mae arahi huti hai
inni achi feelings ![]()
Koi haal nahi hai ![]()
Achi hai Stylish
App bhi fashion kertey hain good boy :k: