koi baat nahee… koi farq nahee parta naa.. Mama Noodles bhi to acha naam hai..!
bhai is naam say kitni zabardast noodle ki factory bana sakti ho..
chalo.. jaldi say copyright karlo isko..! :halo:
Re: Gupshup Bathroom singers - Talent Show
Waise idea bura nahin hai :p
yeh kya tha? ![]()
An oldie of evergreen Alamgir - K.I.L.L.E.D ![]()
AQ kia baat hai yaar..! cool cool..!
kia yaad dila diya..!!
alamgir ka aik aur…! :halo:
Re: Gupshup Bathroom singers - Talent Show
gagar nahi gHagar ![]()
tumhari nahi tumharE
Re: Gupshup Bathroom singers - Talent Show
acha ji.. meaning to change nahee huway naa ![]()
DewaRoon se baatain karna
:@:phir haath main sharab hai.sach bolta hoon main tunn
for me pingu sister :D
Re: Gupshup Bathroom singers - Talent Show
wo kisi ne kaha tha doodh hai
maine is liye pe liya
killd yane kese ko u ne kill ker dea ![]()
Re: Gupshup Bathroom singers - Talent Show
Awww pingu very nice ![]()
i love this song and u sung it so well. nice mashallah :k:
uncle gana to sai gana tha
hum thay jin k saharay
wo hoay na hamaray
dobi jab dil ki naiyaa
samnay thay kinaray
kia mohobbat k waday
kia wafa k iraday
rait ki haiN dewaraiN
jo bhi chahay gira day
hai sabhi kuch jahaN maiN
dosti hai wafa hai
apni yay kam naseebi
hum ko na kuch bhi mila hai
youN to duniya basay gi
tanhai phir bhi dasay gi
jo zindgi main kami thi
wo kami to rahay gi
hum thay jin k saharay
wo hoay na hamaray
dobi jab dil ki naiyaa
samnay thay kinaray
here is video link for u Gadhay sahab, listen and sing.
Re: Gupshup Bathroom singers - Talent Show
i have a request.
i wana listen " Yaar mangya si rabba teko ro kay keri maiN khudai mang lai"
its by sonu nigam.
ohohohohoohohohoohoho
ohohohohoh
ohohHOOHHOOHOHHO
wah bhai wah,. kia baat hai..!! zabardast. pingu..!
tehelka macha diya reh..! :claps:
chalain bhai.. AQ sahib. yeh aap ki farmaish ka song.. :)
its not what I wanted.. thori practice chahiye.. par u all tell tell. :D
enjoy..!
haan na isi liye to main billi ko torture karnay ko sunati errhti hoon:phati:
bathroom main?