Re: Gupshup at work....
[QUOTE]
aap ko kis kisam kaay masaayl ka samna hai.. humain hukkam kerain.. Hur tarah ka kaam 100% satisfaction kay sath like mohabbat mein nakami, Mard aap kay qadmoo mein, dushman kee firyaad waghira waghira.....
[/QUOTE]
yeh koi masail hain ? muhabat kero he na to nakami kion ho ? merd ko shos ki dukan khulwa dain qadmoon main he rehay ga ...reh gya dushman to 6ki 6 utar do bhejay main
app to khud masail ka shikar hain app kia hal kerain gay
[QUOTE]
acha aap yeh kaam kartay hain baba jee
[/QUOTE]
tum nay kon sa TAWeez layna hay baba say ?