Re: Guppywood
hain? mai kyoon Gabbar say bach kay rahoon?...
kaanch pay kohn nacha?
Gabbar?
Nahin ham!
Gabbar nai kya keeya?...
sirf yehee poocha na kai kitne aadmi thay?...
arey jiss shakhs ko gintee nahin aatee...
uss say kya darna hay raye :p
:D