Re: GuppY MeeT @ Karachi 29th March …
Assalam-o-Aliekum to All of u …aap nay yaad kiya hum chale aae thread main nazar nahi aa rahe hum but aap sab doston ko dekh rahe hain apni dil ki nigah say :). Abdullah bhai bahut khoshi hoi aap say mil kar inke baray main kya kahon bahut seedhay saaday insaan hain yeh jaise ke Peshwar ke log hote he hain
baki rahi meet ki detail woh humare baki dost likh chokay hain ..Allah kare aesi mouj masti wali meet GS per hoti rahain aur tamaam dost khosh rahain ![]()