Re: Guppies you met..
sannan n DM aap logon ga khi ane ka koi plan hai???? :@:
Re: Guppies you met..
sannan n DM aap logon ga khi ane ka koi plan hai???? :@:
Re: Guppies you met..
Allah kay wastay dobara meet nah karwa daina
mein lahore mein meet karwaon ga non-stop till mid night near Minara-e-Pakistan ![]()
Re: Guppies you met..
a long list, can someone help me ? ![]()
Re: Guppies you met..
ATA you have to write down their Ta’reefain as well ![]()
Please contact Dania & Reddi about writing stories :cobra:
Re: Guppies you met..
no i can’t help u ![]()
Re: Guppies you met..
Sanan> List khud hi aik story say kam nahi ![]()
dard1> nikammay guppy :-p
Re: Guppies you met..
another long story ![]()
Re: Guppies you met..
aap peh gayi hoon nah isliye naqammi hoo gayi hoon kehte hain na jasi sobath main bathoo insann wasa hi hoo jata hai ![]()
arrey yeh meri sohbat kay naam par kahan baith gaien ? main to yahan aaya hi nahi tha ![]()
sanan> story wali story nahi, names ki story ![]()
Re: Guppies you met..
joothe aap ki soobath ka hi asar hai aab aap bhool gaye hoo main kya kar sakti hoon aap itni jaldi boolh gaye hoo jooth kahi ke........tusssi kithe cahle hoo kyu GS nu good bye aahnde pahe hooo
Re: Guppies you met..
ATA> yaani har name key alag alag story ![]()
Dard1 tum yahan baithi thi shayad ![]()
joothe aap ki soobath ka hi asar hai aab aap bhool gaye hoo main kya kar sakti hoon aap itni jaldi boolh gaye hoo jooth kahi ke........tusssi kithe cahle hoo kyu GS nu good bye aahnde pahe hooo
main shayad waqi sab kuch bhool gaya hoon, subah KMC kay nalkay par moonh dhotay howay nalka sar par laga tha, shayad usi ka asar hay... ab zara jaldi jaldi yaad dila dain aur kia howa tha ? :s
asi uthay chalay jithay uthay uthay jithay ... smack main bhi yeh kaisi zabaan bol raha hoon :s
Re: Guppies you met..
ATA yah sub dard1 key suhbat ka asar hay :@:
waisay to usually har story ka aik naam hota hay, lekin yeh aik aisi story hay jis main har name ki aik story hay :s
haan aj kisi ko jaldi khol dia gaya hay ![]()
Re: Guppies you met..
sub say bari, sub say moti, sub say chotti aur sub say khoufnaak story kis kis key hay ![]()
![]()
Re: Guppies you met..
dekha na sa kuch bool gaye na aap…aur kya hona tha sirf yehi ke main aaap ki sohbaath main beth beth kar khrab hoo gayi thi lekin aab nahi hoon khrab aab main aap ki sohbat main bethti nahi ![]()
Re: Guppies you met..
aap dono ko bohaat hansi aah rahi hai tabeeyat teh teek hai na
Re: Guppies you met..
Dard1 jao ja kar aaram karo lagta hay tumhari neend puri naheen hoi hay :p