Guppies you met..

Bhai sirf tum mairay sath chips kha lo aur phir daikhna mein tumhari ta’reefoon key kaisay pull bandhta hoon :omg:
Mein Waleed say milla aur mujhay buhat khushi hoi kah woh ittna nut khut naheen jaisa Cafe mein dikhta hay buhat suljha howa, dheemay lahjay mein baat karta howa aur nahayat tameez daar larka hay :smiley: