Guppies you met..

:blush:
yah flirt walli pool keon khool di kah mein aik shareef banda hoon aab to girls mujh say baat bhi naheen karain gi kah paindo hay :nahi:
VG key jasamat buhat achi hay aur wagon wallay iss ko foran bitha laita hain kah bachi hay koi baat naheen :slight_smile: warnah motti larkeon ko daikh kar koi brake bhi naheen lagata hay :rotfl:
VG nay mujhay kuch paisay bhi udhaar diye thay keonkah mein apna wallet ghar bhool aaya tha aur yah mujhay aur bhi achi lagay gi agar kahay gi kah Sannan koi baat naheen Dosti mein chota motta udhar to chalta rahta hay :smiley: …

Over to VG …