![]()
lol sannuu ![]()
sannan bahut ache hain
real life mein thore se different hain means yahan sab k sath flirt karte hain but jab me un k sath thi us waqt inho ne kisi ki taraf b nahi dekha
shayad mere dande se dar gaye honge ![]()
look wise sannu is very handsome .. fair color .. usually wears jeans n shirt…
woh mujhe sab se ziada ache tab lage jab unho ne mujhe ice cream khilayi mere bagair bolay hi mere dil ki baat jaan li that i wanted to have ![]()
to be continued in next episode…