Guppies and Bollywood movies

Re: Guppies and Bollywood movies

asal mein bhabhi kay saath toh pehlo e hoor mein langoor walay langoor lagtay hain na bhai sahab

socch rahay hon gaye keh parosan kay paas role reversal ho jaye ga aur yeh khud hoor lagain gaye

bas itni si baat par ucchal kood machai hui hai 3 ghantay say