Re: Guppies and Bollywood movies
app kabhi kisi cheez say khush bhi howay hain…app ko loafer kaho to app khetay ho may insaan hoon, app ko insaan kahoo to ghunday baadmasshoo k characher trait ke lambi list app paish ker daitay hain apnay baaray main!