[quote]
Originally posted by confused:
** kuch bhee nahin .. mausoof CHARHAA kar baithay hongay ... tabhi .. u know .. eeraan tooraan ki haank rahay hain lagta hay
**
[/quote]
That's funny...I was thinking the same thing.

except .. meinay to socha tha .. par aapnay to waqayee main charhaa li hay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
Never frown, even when your are sad,because you never know who is falling in love with your smile.
Sofina jee lemme guess it’s either Sadi Sobi (100% sure about that) OR YOU. Sadi sobi jee to threads ki reply mein hi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
ki jaan lay laiti hain, agar Brampton, Ont. pohanch gayiein to confused bhai to aur bhi confused ho jaayeingay
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
rahi sahi kasar bhi poori ho jaayegi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
Aur haan aap nay bohat sahi guess kya mein to bohat hi shareef sa khandaani bacha hoon… confused ki sohbat mein rah kar kahein meri ‘dum’ bhi mur naa jaaye…achi khaasi seedhi hai abhi
Sofina jee aap air tickets ka intizaam karein address ki khair hai Brampton City zada bara nahi hai…tairi dum waala bhao bhao ek hi ho ga poray city mein
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
dhond nikalaingay
One And Only Raja_420 A.k.a. Yasir
humein to apnoo nay loota, ghairoon mein kya dam tha…
apni kashti wahaan dobi, jahaan paani kam tha…
[This message has been edited by Raja_420 (edited March 25, 2001).]
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
Where r the pics…??
and why is this topic goin’ on for 3 pages long without any pics??!!
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
**
::: - CoMiNG SoON - :::**
hey hey...imagine...agar binna pics ke ye haal hai....pics ke saath tho dhamaka hi hojae ga na ?!
keeping u away from teh dhamaka
sahi baat hay Khawateen ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
. .. par main dhamakay ko witness kar chuka hoon so
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
, lolz, know ke inn sahab ki kiya haalat hogi ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
..
aur yasir sahab .. terhi dum KITNON ki hay,
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
, ye to unn sahiba ke Pearson International say nikalnay ke baad pata chal hi jayega .. pehlay say kyoon yar guppies ko daraatay ho?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
Never frown, even when your are sad,because you never know who is falling in love with your smile.
Confused bhai baat to sahi ki hai aap nay…pata chala Pearson Int’l Airport par utarnay kay baad jis ko dekha uss ki dum terhi…sab ‘dum-tarhiyaye’ ghum rahay hain
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
except meray
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/tongue.gif
becharay UK say aanay waalay loog to paraishan ho jaayengay “oh what’s happenin’ heaa’r”
One And Only Raja_420 A.k.a. Yasir.
humein to apnoo nay loota, ghairoon mein kya dam tha…
apni kashti wahaan dobi, jahaan paani kam tha…
[This message has been edited by Raja_420 (edited March 26, 2001).]
Dopey bhai, u really r not Dopey, mujay app ki kuch kuch samj aghey hain, tum in away teek hie kehtay hou, but u can't turn a corner without seein a perv,
ex - boley bale larki
areh yaar u mean confused keh jaysay ur be confused hain, kohie baath nahie uk walo ko dhum seedi karni ate hain, raju wohie
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
arahie hain, dekna kahie confused baag na jayeh (confused ko abhi nahie batana)
ex - boley bale larki
ch ch ch ch ch .. yasir, afsos sadd afsos
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
, abb aapki dumm BHEE nahin bachi pitt pita kar to ismain KISEE ka kiya qusoor?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
lolz…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
Never frown, even when your are sad,because you never know who is falling in love with your smile.
yeah yeah
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/nah.gif
.. dumm seedhi karni hay ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/nah.gif
..
yasir ke EXACT quotes: (once we were driving towards my place and we said this):
me: aray yar, hamm logg bhee bus .. u know, tairhay ke tairhay hain, choda nahin, pandra nahin, athara unees saaloon takk nalki main rakhay gaye, nikaalay to PHIR say tairhay thay ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
,
yasir: abay han yar.. NALKI terhi ho gayee, par hamm seedhay nahin huay ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
..
sofina ji, aap chaahay UK say “LOGON” ko bhaijain, chaahay laloo khait (lol) say, medaan chor kar konn bhaagay ga, wo baad ki baat hay heehheehhehehee .. (yasir will agree ke mujhay dekh kar haan LOGG bhaag gaye wo baat doosri hay)
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
Never frown, even when your are sad,because you never know who is falling in love with your smile.
Tauba Tauba, confused!!! Mein nay yeh kab kaha tha, bay! abay yaar itna jhoot bhi nahi bola kar, bhai! aaj kal kis ki sohbat mein hai tu??? kaafi din ho gaye nahi mila jabhi aisay taiwar nazar aa rahay hain… agli dafa aayega to quran aur hadees ka lecture mujh say milay ga naa to phir sudhar jaayega (kuch dino kay liyaye)
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
confused baita fikar nahi karo “LOOG” UK say hi aa rahay hain, laalo khait say nahi…aur waisay yeh lalloo khait kahaan say aa gaya yahaan par?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/confused.gif
…oh yeah got it… 2 saal say Pakistan nahi gaye naa… jahaan ghar ho wahaan ki yaad to aani hai
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
Sofina jee worry not! aap loogoon ko UK say Canada bhejein is terhi dum walay bhao bhao ki ‘leash’ ka intizaam mein karta hoon…dekhta hoon kahaan bhaagay ga!
One And Only Raja_420 A.k.a. Yasir.
humein to apnoo nay loota, ghairoon mein kya dam tha…
apni kashti wahaan dobi, jahaan paani kam tha…
[quote]
Originally posted by Sofina:
**
Sofina jee, yeh Sobi jee kab aa rahi, hain??? mujhay zara pehlay bata diyaye ga ta’kay sara maamla fit kar kay rakhoon pahlay say, aisa naa ho kay kissi cheez ki kammi rah jaaye meray bhai ki ‘baaraat’ mein. Btw Sofina jee, isn’t that funny, aaj tuk larkiyoon ki baaraat aayi hai, pehli dafa kissi larkay ki baaraat aayegi woh bhi UK say Canada
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/biggrin.gif
Waisay Sofina jee, baaraa’t mein aap to shirkut karaingi naa??? fikar not! aap ki ticket ka mein pay kar donga, aap bus aa jaein humara bhi dil laga rahay ga
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
Ajee aap fikar hi nahi karein confused ko in sub baat ki kaano-kaan khabbar nahi ho gi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
One And Only Raja_420 A.k.a. Yasir.
humein to apnoo nay loota, ghairoon mein kya dam tha…
apni kashti wahaan dobi, jahaan paani kam tha…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
nalka terhi ho gayah magar app nahie seeda hoa, urff allah… sobi baji kahan pass gahie, magar kiya karoo dil ki hathoon majboor hain,
Raju yeh modern zamana hain, kasay laga larkay ki baraat ayee geh,
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
raju agar app zidd kartain hain tu main be ajatee hoon
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
ex - boley bale larki
haaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahahahhahahahahaa … main tumhari whispers sunn leta hoon jo tumm aunty ji say chup kar washroom main ghus kar cellular par kar rahay hotay ho (winks and breaks out laughing), idhar itna cheeekh cheekh kar baatain kar rahay ho, ye nahin sunayee de gi kiya? haaaaaaaaaaaahahahaha
dammmmmmmmmmmmmm yar . .. this is funny .. aray bhaijan.. ye to bata do ke meri qismatt jiss say phornay ka plan (ya uss bandi jiski qismat meray saath phornay ka plan) bana rahay ho uska ataa pata, naam waghaira kiya hay? hoping koee rah chaltay ko pakar kar to nahin pallay bandh do gay aap log?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
?
khair khair, qismatt kiski phootay gi ye to baad main pata chal jayega .. (laughs so hard that can even press the SUBMIT REPLY button) heeeeeeeeeeeeeeeheheeheheheheheehhh
Never frown, even when your are sad,because you never know who is falling in love with your smile.
yar laloo khait ka zikar aiween tapakk para tha .. warna normally main CHEE-CHOON-KI-MALYAAN ya idhar udhar lahori areas ka zikar karta hoon ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
.. waisay aapka reason dill ko laga yar yasir bhai .. pk jaaye huay waqayee main kafi dinn ho gaye hain .. aisa kyoon na karain, donon bhai mil kar SATH main chaltay hain akailay akailay (without families that is) to pakistan in this winter? maza aayega yara.. aur phir u know .. winks, aap pk main bhee to ghar ke qareeb rehtay hain hamaaray (ehhehe, canada main bhee sath sath almost, pk main bhee, abhi september say INSHAAAAAAAA-ALLAh bhee sath, yasir bhai soch rahay hain ke ye KIYA galayyyyyyyyy parr giya hay chachoondarr ki tarah, na ugalta hay na nigalta hay)
awwwwwwwww.. aap razi ho gayeen?par aap england main hain ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary2.gif
.. aur main idhar canada main
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/frown.gif
.. aap bhee faizan ki AHM AHM Ke sath aa jayen naaaaaaaaa england idhar?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
pleaseeeee ticket ki to problem hi nahi hai aap say barh kar thori naa hai ticket:
chand say barh kar chnandni..
chandni say barh kar raat…
raat say barh kar zindagi…
zindagi say barh kar aap
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
One And Only Raja_420 A.k.a Yasir.
humein to apnoo nay loota, ghairoon mein kya dam tha…
apni kashti wahaan dobi, jahaan paani kam tha…
sigh .. NOW i am jealous .. yahi shair kabhi tum meray liyay kaha kartay thay ke faizan, dunya badal jaaye, per ham donon bhai kabhi na badlaingay ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary3.gif
.. snifff.. sniffffff.. uhuuuuuuuuuu uhuuuuuuuuu ..
ab baat diya na meray hissay ka pyar?
khair .. sofina ji .. chalain acha hua .. yasir nay agar MERAY hissay ka pyaar bata hay, ek dost, ek bhai ke hissay ka to aap samajh lain ..
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
.. KOEE na KOEE baat zaroor hogi
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
warna mera nahin khiyal ke yasir bhai itni asaani say kisee ko pasand karnay ke aadi hain … kyoon raja ji?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/nah.gif
Never frown, even when your are sad,because you never know who is falling in love with your smile.
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
erm… erm… erm…
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/blush.gif
thinkin “now raju ko mere dil ki baat kaysay pata chali”
raju don’t worry agar ticket nahie mili tu main karay say tar kar ajaow ghie
ex - boley bale larki
Raju
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smash.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smash.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smash.gif
(i love doin that, i’ll make a good wife
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
)
confused, raju told me since he so me iss ko shairy aghie,
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif
uss nay muj say jhoot bola, sab keh saat eysa hain, ja raju tu bewafa nikla, ik boley bale larki ka dil tore diya, allah tuj ko khabhi maf nahie kareh ga, and i was ready to swim on khara 4 u,
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary.gif
jaaaaaaaaaaaaa sajna tuj ko bula diya, wada kiya tah hasanay ka muj ko rula diya
ex - boley bale larki