gumshudaaaaaaa, gumshudaaaaa....

Re: gumshudaaaaaaa, gumshudaaaaa…

Main to bailan hi mar sakti hoon.:rolleyes: Aap mard hain, jo chahay karain.

Re: gumshudaaaaaaa, gumshudaaaaa…

:smack:

Main nay konsa wada kiya thha?? :konfused:

Is par chund ashar yaad aye.

Arz kiya hai…

Us nay kaha, Aao.

Us nay kaha, Thehro.

Muskao, kaha us nay.

Mar jao, kaha us nay.

Main aya.

Main thehra.

Muskaya aur mar bhi geya.

By Faiz Ahmed Faiz.

BTW, agar boys itnay tabedar hoon to larkiyan bohat khush reh sakti hain.:cb:

Re: gumshudaaaaaaa, gumshudaaaaa…

:confused:

Re: gumshudaaaaaaa, gumshudaaaaa....

BM: lagta hey woh abb nahi aanay wali. Ailaan ker ker kay gala beyth giya hey.

Nilu: Abb tum kahan gumm ho gaey ho?

Re: gumshudaaaaaaa, gumshudaaaaa…

Intehaaa, ho gayi, Intezaaar ki
aayi naaa, kuch khabar, meray yaar ki

Bewafa wo nahiN, ye mujhay hai yaqeen
phir wajaaaaa kya hui, intezar ki. :rotato:

Re: gumshudaaaaaaa, gumshudaaaaa…

**main yahan hoon…yahan hoon…yahan hoon…:slight_smile:

Tum nay yaad kia aur main aagayee..dekha :hehe: gumshuda kabhi kabhi hona parta hai..takay log mujhay yaad karain :wink:

Peshow i know kah tum nay mujhay miss kia hoga..after all tum ho na meri paali paali dost :kiss:

**

Re: gumshudaaaaaaa, gumshudaaaaa…

Welcome back daano.

Waisay iss baar ye gumshudgi kuch zyada nahiN ho gayi? :bailan:

anyway good to have u back, wana dance? :blush:

Re: gumshudaaaaaaa, gumshudaaaaa…

:blush:

Re: gumshudaaaaaaa, gumshudaaaaa…

Really I did ! yeh Bm jotha ha ..isay kia pata ..

I was thinking abt u other day ..neways how r u ? where r u ? back to Ca ? hows lil ones doing ? ur nieces n nephews ?

Re: gumshudaaaaaaa, gumshudaaaaa....

BM, chalo yeh loud speakers bandd karo abb.

Dania: welcome back. bohot tangg kia BM ko aap nay