Re: Guest of the Week - STA
meray muqtabiq, shayeri logon ko mutawajah kar laiti hai. chahy woh romantic hon ya nahi.
aur phir mera dosra khayal yeh hai kay darpook log jo kay ishq main mubtala hojain aur apna izhar na karsakain to woh shayeri ko hi apna izhar ka zarya bana laity hain.
in general, good lyrics can attract to anyone.