Re: Guest of the Week - Kya Karon
Sab say pehlay tu ap sab ka shukriya, its my pleasure to be here. (taaliyan)
yes i really do believe in, lekin agar kisi ko ap say pyar hai, tu mein us ki qadar zayada karta hon, kynokay jis ko ap say pyar hai, wo ap ki qadar karay ga.