Re: Guest of the Week - Kinzz
bohat he sada or asaan alfaz main is ka mutlub yeh hay
k jub app imaan ka qrar kertay hain or ahkam-e-ilaah-e- ko poora kernay k ley apnay app ko tyaar kertay hain ..gunahoon say bachna or naik kam kerna .. yeh arif ka derja hay
is kay bad tawaa ka woh derja jub app apnay dil ko un mubaah kamoon say soochnay or maail honay bhi bachanay lagtay hain .. jin say sirf andesha bhi ho or dil ki zara bhi tawajah rub say hat te ho yeh Saalik hay
** wasil yeh aala derja hay is k bad safr-e- la matanahee hay … as kinz said fanna fil Allah hay **