Re: Guest of the Week- Jiia
mere baal kaa na poochheN…ahN, daaRhii kaa poochh saktii haiN…merii daaRhii har hafte kaTtii hai phir bhii ghuTne tak baRhtii hai…kiuN k:
chaltii kaa naam gaaRii hai
baRhtii kaa naam daaRhii hai
ek to tumhaarii roman urdu mere liye French kiuN lagtii hai? lol…tum apne liye kah rahii ho yaa SP ke liye? ![]()