Re: Guest of the Week - ajazali
meer ustad huway hain
Kyon na thehrain hadf navak e bedaad k hum
aap uthay latay hain jo teer khata hotay hain
mehboob ki kaj-adaeyon ka hadif q na banhain, hum mehboob ko wo teer bhi utha k la daitay hain jo khata ho jatay hain ![]()