Re: guess
aaaaaaaawwwwwwwww…are you writing a thesis that keeps you so busy?
mubaarak ho bahot bahot magar yeh kia k yeh Khush Khabarii baGhair laDDoo ke sunaa dii!
lagtaa hai saare laDDoo dil hii dil meN phoR liye aur ham sab Gappies aur Gappans ke liye kuchh nahiiN bachaa…
achchhaa…laDDoo order kareN, plz! ![]()
btw, shaadii kab hai? ![]()