guess who's back!!!!

Ashi inko apni humshakal bhooni khuwaab main nazar ati hai…jub yay aina daikh kar sotay hain to…Hansing.

Re: guess who’s back!!!

Cadet nain tau aik gana bhi dedicate kia hay :chai:

uss ko kis ko :konfused: :faizy:

:mocking:

aur MZ humein VG mein woh gana gaa ker sunayein gay …
the song is frm movie Sing Is King …

Re: guess who's back!!!!

mai apn bestfriend ki baat kar rahi ho!!:p

Aaj mera gala kharab hay :snooty:

Becharay apni humshakl bhootni daikh kar yoon kapnay lugtay hain.

To gala daba lain theek ho jaay ga.

Re: guess who's back!!!!

looo MZ apke galle ko kya howa?? :p lol shining jee!!

Aap tau chahti hain ham mer he ja’ain . . . Filmi style main sansain laying

Woh kia hay k bachpan say he koi bay sura meray galay main aa ker baith gia hay :phati:

Re: guess who's back!!!!

app key galey mein bhagwaan nahin bolta ?

Yeh kon sahib hain . . . .:aq:

appp ney lata ko nahin suna ..
she said k mehdi hassan k galey mein bhagwan bolta hai

Naheen toooooooo…Main to chahti hoon aap bhar main jain.:phati:

Re: guess who's back!!!!

@ cadet

hotay hongay g . . . Sanu ki :p

Thanx :chai:

Re: guess who's back!!!!

Welcome.

Re: guess who’s back!!!

@female bhoot
:omg:
:rotfl:

alright … u r multi of ??

Re: guess who's back!!!!

I'm Multi of ShiningStar.....................Wo upper daikhain asman pay wo raha mera multi......bohat saray hain na.

Re: guess who's back!!!!

din mein tou sirf kawey nazar arahey hain

tum kon see walee kawa hoo ?

Re: guess who's back!!!!

Main sub say haseen wali bulbul hoon.

Ankhain bund kar kay daikhain gay to apni hi tasweer aay gi.