hahahahahaha can’t stop laughin
aap tou ese keh rahe hain jese mein itnee zaalim darownee churail hoon jo asli shadi ka kaha tou sajday main gir paray..tou kya suchi muchi such main shadi karain ge? faints haye Allah
hayo rabba meri tou such much main kismat khull gaiee, wah wo kehte hain na jub Allah deta hai tou chappar phaar ke deta hai, wesa hisaab yahan ho raha hai.
ji shadi ki date pukki karne ke liay aap ko mere bhaiyon aur behnain khoobsurat kabab, ppp007 aur auntiyan uncle se karni hogi..good luck, meri taraf se tou haan hee samjhiay sharam ke maaray tamaatar hoing
~Koi lauta de wo, pyaaray pyaaray din..kaTTtee nahi raatain, uss ke bin..taraptee rehti hoon..mein raaton ko, bari zaalim hai yaaro dil ki lagee~
shehzada haan ji lekin ab aap ko mere rishtedaaron se nibatna paray ga.isi liay good luck kaha.ji thori announcement kar lian tou khud ba khud wo haazir ho jaayen ge, aur mujhe nahi lagta wo jootay maarain ge wese bhi wo mujh se chutkaara paanay ke liay kuch bhi kar sakte hain.
Nazo shukria, hum invitation tub hee bhejain ge na jub ghar waalay raazi hon ge..ab tou waqt hee bataaye ga