Guess the Guppies: WINNER

Re: Guess the Guppies: WINNER

Aur ab aaya Queen Baby ka totka…:smiley:

Aik malmal ka duppatta lain aur ab usme jitnay saibon ka juice nikaalna hay utnay sab rakhen…ehtiyat rahay saib geelay na hon aur chilka charha hua ho… ab is malmal ke duppattay ki zorr se knot baandh den… aur ab CG ko bitha ke un saibon walay malmal ke dupattay se itni dhunai karain, itni dhunai karain ke aaenda CG kisi ko bewaqoofana mashwaray naa de saken… :omg: