Adalat ne apki baat bohot ghor se suni aur adalat ko apkay dialogues bhi bohot pasand aye lekin adalat dialogues per nahe amal pe yaqeen rakhti hai aur ye zaruri nahe keh agar dusray justice sahiban aik tarah kay hon tu mein bhi usi tarah ka judge hunga.
iska saboot bhi ye adalat apko abhi dikha degi.
aur wo kesay?
wo aesay keh apnay kuch dair pehlay GS pe flooding kay khilaf strict action lenay ka kaha tha.
aur sub se afzal insaf bhi wohi hota hai jo subse pehlay apne uper laagu kia jaey.
aur apkay case ko ye adalat accept kerti hai aur flooding kay case kay baray me ye adalat apna pehla fesla not as a GS Member but as a GS Chief Justice isi member yani Captain FT k khilaf flooding kernay aur flooding ka juram sabit honay per 3 maah ban ki saza sunati hai.
qanoon qanoon ha aur us se yaqeenan koi nahe bach sakta. Supreme Court ka Cheif Justice bhi nahe.
:)
Flooding.. baat meri wahi hai main band kerwana chahta hoo ye flooding and spam posting but jab koi na sune to main kya kerooo..
aap koi hal batayee. main as chief of Police aap ki ahkamat per amaldaramad kerwao gaa usi time...