GS-Quizrama # 4

Re: GS-Quizrama # 4

Mera ye zaati khayal hai k shayad ye aap se—gheirr daanistaa towre pe hua hai…:smack:
Chalein…TO ERR IS HUMAN…magarr yehan aap k 95.599% jawabaat GHALLATT hein:) agarr dekha jai…aur muniff bunn kar souchon…tow aap iss GSQR#4 se disqualified thehre…

Good luck for GSQR # 5…and you must participate…!!

Khush Rahein…ye chotti moti cheezein tow yaadgaar bunn jatee hein…warna “purani jeans aur guitar” itna mash’hoor nahin hota :slight_smile: