*~* GS Police Station *~*

Re: ~ GS Police Station ~

hamarey aik policni :@: gum ho gaeiii hai … huliya ye hai
Red & blue color ka title le kr ghooom raeii hain , paon mein kaley shoes , baal lambey lambey juwon se bharey huwey , ankhein :eek: krtey huwey , kaprey pagalon jese
jis ko nazar aey plz usey thaney chor jaey…me ne FIR darj krani hai 3 din se :crying: