Re: GS Police Station !!!!
ubb nikal kur tou dikhaye
Re: GS Police Station !!!!
ubb nikal kur tou dikhaye
Re: GS Police Station !!!!
so who is on duty :ASA:
Re: GS Police Station !!!
kis ki shamat i hai korn666 k hathon:5:
Re: GS Police Station !!!
kya chal raha he ![]()
Re: GS Police Station !!!
chalna kya hai… dekho korn666 hath main kab se danda le k bethi hoi hai dekho hota kya hai… kis ki shamat aati hai in muhtarma k haathon:cb:
Re: GS Police Station !!!!
kul raat kis nay babri ko kaha tha maash ki daal bunanay ko khanay mein saath
khaali daal kon khata hai keemay wali daal kyun nahi bunai us nay :ASA:
Re: GS Police Station !!!
aik to bari b na
mainy kaha tha k beans wid minced meat bnao
Re: GS Police Station !!!!
to mash ki dal main kya karabi hai..... mazy ki hi to hoti hai na
Re: GS Police Station !!!
per khaali daaaaaaaaaaaaaal konnnnnnnnnnnnnnn khaata haiiiiiiiiiiiiiii
hum thaanay walay pata hai na kitnay mushahoor haen khaanay peenay kay maamlay mein
aur haan VG kahan hai, usko butana tha raat BM kay jail say aik bottle baramad hui hai ![]()
Re: GS Police Station !!!
konsi bottle wohi wali sharab wali ![]()
Re: GS Police Station !!!
kis ny pi sharab:eek:
Re: GS Police Station !!!
g haan wohi sharaab wali
VG ko meinay kaha bhi tha, aik konay mein cement kum hai wahan cement bharwa do BM ka kuch pata nahi
lo g wohi hua ![]()
Re: GS Police Station !!!
![]()
BM ka b koi hal nhi he
Re: GS Police Station !!!
![]()
![]()
Aaab yeah thana hee rehgaya hain… ![]()
Re: GS Police Station !!!
BM sharab pita hai?![]()
Re: GS Police Station !!!!
ok guys me off now
TAKE CARE Allah hafiz
Re: GS Police Station !!!!
Allah hafiz sara
Re: GS Police Station !!!
sara
Re: GS Police Station !!!
Allah hafiz. ![]()
![]()
Re: GS Police Station !!!!
kya hoing :ASA: