GS Poetry... :D

Re: GS Poetry… :smiley:

Sannan Sannan hawa chalay, urha le gaiee Sannan ko
Redi ne usski bhains churra lee, ab Sannan tarsay makhan ko… :wink:

Bhains ke baad sannan ne khareedi bakree
Niki Di ki recipe daikh kar bhagi woh, ab sannan roey mutton ko .. :smack:

ab ki baar sannan miyaan lay aaya aik murghi..
shabbo ne aa aa kar ke murghi phansa lee jaal mein, ab sannan burra kahay uss guppan ko…

:hmm: aur kia??