Re: GS Poetry… ![]()
wrote this imprompto when a guppy asked me for it in this thread.
http://www.paklinks.com/gs/gupshup-cafe/287735-badshah-salamat-shikra-merged-2.html#post5865707
shikra hai gupshup ka aik phoond
milna ho usko to cafe main dhoondh
banaya gaya jisko dobaara mod
mili ussko subsay zayada maiaad
cafe ki rounaq hai uss nain barhaai
sharart na karna warna warning aai
shah say aaj kal hai karta wo shughal
muamlaat main unn kay hota hai mukhal
kis din jo aya shah ko jalal
nocha phiray ga wo phir apnay baal
issi per main karta hoon ab ikhtamaam
farigh nahin, mujh ko lakhon hain kaam :snooty: