GS pe mods na hote tou kya hota?

**
machhli baazaar aisii jagah ko kahte haiN jahaN shor sharaabaa be-intihaa hotaa ho, gandagii Had darja hotii ho, sab apni apni raag alaap rahe hoN aur koii kisii kii na sun rahaa ho

in short…a chaotic baazaar is called a macchlii baazaar :)**

**chalnaa hai? **:cb: