Yep, ye sirf mera department hai aur mein iss kaam mein bohat acha hoon, ye har kisi k bas ki baat nahi ![]()
That’s right. Mrs. Shikra meri hi ID hai. Mein Shikra sey flirting karta hoon aur Mrs. Shikra sey kahta hoon “mujhe koi problem nahi agar shikra flirting karey” ![]()
Isko tou mein dekh loonga ![]()
Jiss tarha ooper waley ney husn koot koot kar bhara hai, mein bilkul waisay hi koot koot kar bahar nikaal doonga agar baaz nahi aye tou ![]()