Ab mein ussey mana kar raha hoon na tumhe bhai kahney sey? Tou phir kyon fazool mein sar par charh rahey ho ![]()
Billi ko chor kar koi bhi ley lo yaar ![]()
Imran kitney pani mein hai, mein khul kar bata nahi sakta kyon k woh bahi yaheen par hai :whistling
Mein thori der mein aaonga, abhi mummy lunch k liye bula rahi hain ![]()