GS maHfil-e-suKhan ... lets ahve FUN!

**As-salam-o-alaikum!!! Khalil Khan sahab !!! jo aap sab nay yeh silsila shru kiiya bohot acha laga … :slight_smile: … aur SHEYN sahiba ka bhi behad shukriya jo apna kaam bakhubi nibhaati heiin… :k:

jahan tak baat haii is cheez k k humey shru kiya kerna chahiye …
mere khayal mein tou muntakhib shaa’irri ho jaye tou ziyada behtar haii…
kiun k bait baazi aur mushaira ka silsila tou chalta hi rehta haiii…

**aur 28th tareekh ki shab k ikhtimaam tak yeh baat keh na saka tou us cheez k liye aap se maazr’at khuw’an huUn!!!