Re: GS ki Taza Samachar…
^ platform ka rassta hai dhyan laga k sunana ![]()
acha ab yahan se seedhe haath ja k daia mur jain phir do char kadam chal k phir do kadam ulte lein us k baat phir chaar kadam seedha chal k ek mor aye ga us pe mur jain aur phir bilkul naak ki seedh pe chalte jain jab thak jain tu raste se jal grahan kar lain aur phir se chalna start kar dain aur dossre din ap khud hi dehli pohanch jain ge agar abhi bhi samajh na aye tu iss number pe contact karain 0900 78601 ![]()