Re: !!!GS KI LARKIYO …
acha to kiya mufti jee ne keh diya hai.
Re: !!!GS KI LARKIYO …
acha to kiya mufti jee ne keh diya hai.
Re: !!!GS KI LARKIYO .................
achaaaaaaaaa.......
Re: !!!GS KI LARKIYO …
aoa,
Babri kia mein bhi kuch kahoon ![]()
Re: !!!GS KI LARKIYO .................
chacha jaan bache to na samj hote hain ap un ki baat na suna karen.
oh sure.yahan ki ki ijzat lehne ki zarorat nahi hai ![]()
Chacha koun hay idhar ![]()
woh to bus zara mein formality pouri kar raha tha
sunna koi masla to naheen hay na ![]()
Re: !!!GS KI LARKIYO …
kisis ki itni himat nahi k babri se panga le ![]()
Re: !!!GS KI LARKIYO …
Aur mairay aanay par to tumharay dushmanoo key waisay he bolti band ho gai ho gi ![]()
Re: !!!GS KI LARKIYO …
dekh le yaar tere ane se sab bagh gay hain ![]()
Re: !!!GS KI LARKIYO …
Woh sirf naughty boys say baat karti hain
mujh jisay masoom
say naheen …
mein unn key tamam dukhti ragoon say waqif hoon iss liye
tumhain batoon kia ![]()
Re: !!!GS KI LARKIYO …
Baita
tumhain kaisay pata idhar kia ho raha hay
u multi :femme:
mein aur tumhara bhai
darhi mochoon
walli ![]()
Re: !!!GS KI LARKIYO …
m nt multi uncle
aur mara kyu:muzna: tum aise hi theek rehte ho
Re: !!!GS KI LARKIYO …
bhai say uncle … tumhain rishtay darian ka itna shouq keon hay baita ![]()
Re: !!!GS KI LARKIYO …
oye main kuch kehne laga tha phir is dar se nahi kaha k banned ho jaon ga:omg:
Re: !!!GS KI LARKIYO .................
uncle ap baray masoom bun rahe ho anti se maar pari hai kiya
Re: !!!GS KI LARKIYO …
Don’t worry babri kah do jo dill mein aai kah do
… PK to bura naheen manti hay ![]()
Bus baita tumhari Khala buaht tang karnay lagi hay ![]()
Re: !!!GS KI LARKIYO .................
sannan uncle ap apne andaze na lagao
awwwwwww ager ap ghar k sare kam kaam kaaj ker liya karo tym se to woh nhi kuch kahe gi
Re: !!!GS KI LARKIYO .................
Rashid Baita to kia lagaoon mein ;)
Re: !!!GS KI LARKIYO .................
sannan uncle ap unhain tung na kerna plzzzzzzzzzzz