Keon pooch rahi ho ![]()
U rock ![]()
Keon pooch rahi ho ![]()
U rock ![]()
Re: GS kay Bhai ......
ab danishmandi ka menaing bhi batatey jaain:@:
poochna mana hai kya sannan?
Re: GS kay Bhai …
Danish Mandi mean Wisdom Jo mujh mein kout kout kar bhara howa hay
Ahmaq LP
Re: GS kay Bhai …
i know wht ahmaq means:balley:
its anotehr word jo u ke boos u ko kehte hain:mehr:
Re: GS kay Bhai …
Me kay boss me ko Genius kahtay hain ![]()
Re: GS kay Bhai …
u ne kaan mei device lagaye hue hai:cb:
Re: GS kay Bhai …
lagay hoiy hain
any objection ![]()
Re: GS kay Bhai …
new khareed lain:@:
iss wali mei defect hai:bummer:
Re: GS kay Bhai …
Mairay pisay wapus kar do mein new lay loon ga ![]()
Re: GS kay Bhai ......
abhi month ke end mei salry mileygi tub le lijiyega:@:
Re: GS kay Bhai …
yah aik saal say tumhara month end naheen horaha hay kia ![]()
Re: GS kay Bhai …
![]()
Re: GS kay Bhai …
sharma ka nah dikha dia karo me ko
buhat zahar lagti ho
Re: GS kay Bhai …
kyonnnnnnnnnn
Re: GS kay Bhai …
Me ko Tum Zahar-e-Qatil lagi ho Muskaratay hoye ![]()
Re: GS kay Bhai ......
:@::@:@:@:@:
Re: GS kay Bhai …
Now that’s gr8 … u looking pure girl ![]()
Re: GS kay Bhai …
toh kya abhi tuk aap mujhe larka samajhte thay:emmy:
Re: GS kay Bhai …
Larkieon walli qualities nazar naheen aati thi leekan aab nazaar aa rahi hain ![]()
Re: GS kay Bhai …
u ne chashmey wrong number ke pehne huey tha:cb: