Re: GS k boys ko mili saza
Han g thora late hogya. Kaha se start krou??? ![]()
Bismillah
Akela Waleed ne hi f8 kia. Ab me v here…
Sirf yehi nae sb ki sb. aur itni ziada tun hain k pinky ko jaldi mai ye b nae pta lga k mere aur waleed k beech mai ye khud khari hai. ![]()
Tumhari hrkatein jo aisi hain ![]()
**
Hm bhai kuch b krein u se mtlb?** hmari pvt zingion mai mt jhanko ![]()
**
Han is se pooch k kro jo b krna hai. Akhir sara mohalla inhe si puchta hai** ![]()
**
Ye beating nae hai andhi. hm khel rhey hain** ![]()
Tu khush rey sadi khair aye ![]()