GS couples

Re: GS couples

bataya tha, qareeb jakar bataya tha na, khud un ki ghanti bagair bajai bajj gai ;-)

Re: GS couples

Hey Senorita hug karloon isi khushi main chupkay say?

aap kay chehray ki timtimahat, aap kay galon ki laali, aap ki yeh khili khili rangat, aap kay chehray par yeh khushi … yeh saaray indicator mujhay bata rahay k aap nay saari raat hamaray intaizaar main jaag kaag kar guzari :$:$:$ hay na ? :$:$:$

Re: GS couples

omg :eek:

yeh kya ho raha hai yahan par :hoonh:

main kya chala gaya .. mere bachi koi lo line maari jaa rahi hai :smiley:

Re: GS couples

daikein, aap ki baaaatein waw bhi waw :hula:

agar Shoaby ya Voicey aa gaye na tu :dixsi:

Re: GS couples

hey hey hey circuit, baray baray shehron main aisi choti moti batain ho hi jaati hain :wink:
ab to jo hona tha wo hoga, now its ABCD :-p’
yeh wo horaha hay jo hona chahyay :-p

Re: GS couples

abba jaan apni omar and biwi ka dehaan rekhein itni flirting onlinne:halo:

Re: GS couples

ham to pooray k pooray hi wah bhai wah hain :hehe:
agar wo donoN aagay to un ko chai paani pilaana, aakhir bhai ka bhi kuch haq
hota hay na, ju kano :wink:

Re: GS couples

bhi .. mere bachi say dooor... :p

Re: GS couples

yeh dhuwaan sakahan say … :hehe:

Re: GS couples

yar twaday kol tay bag full hain, feer vi inni kanjoosi :-p

Re: GS couples

app nay punjabi kab say shuru kar dee yaar :smiley:
waisay… app nay shadi kar lee bataya bh nahin :naraz: apnay aik dost ko bata detay.

Re: GS couples

daikhein jee. Shoaby is my Valentinoooooo :blush:
and Voicey is my Palentinoooooo :clown:

now how about you Dada Abbaa jee

Re: GS couples

:hehe:mere to apne 2 bache hain meri sissy ko tang naa karo oye

Re: GS couples

aaj kal dadaa potiyoN par line maarnaY lug gaye…

qurb-e-qayamat kaY qareeb honaY kee nishaani hai bhai…

lab-e-dariyaa kaY kinaaraY jaa kar doob maro.:shikari:

Re: GS couples

seekhni pari punjabi, samjha karo :wink:
waisay kiss nay urai yeh itni important khabar ? :-p

Re: GS couples

I am vella time :bummer:

Re: GS couples

:rotfl:

Re: GS couples

ooaaay hooay.. MAHOL :cb:

bus kaheen say pata chal gayee…:naraz: pix he dekha dain yar.

Re: GS couples

mai nay bhi pics daikhni hain :chupki:

Re: GS couples

Annu Bhai: Dair Ayee Durush Ayee.