Aqal ka ghata
woh hum ko kah rahi theen
Main theek hon aur app sub ki khariat naik matloob chahti hoon :)
@ SJ : main nay app ki shan main kiya gustakhi ki jo app mera naam bighaar rahi haan? ya koyee shaista harkat nahi haa, app ko tameez ka daman chorna zaib nahi dayta
aray ap ki taba e nazuk per garan guzra to hm nhi kehtay,,hm to pyar se choti pahari keh rahy thy ab me ko tumhara naam nhi pata to yahee kahoon gi na...
tameez ka daman mainy pakra hua he bai...chora nhi he...
ghustakhi maaf kijiye ....
aray ap ki taba e nazuk per garan guzra to hm nhi kehtay,,hm to pyar se choti pahari keh rahy thy ab me ko tumhara naam nhi pata to yahee kahoon gi na... tameez ka daman mainy pakra hua he bai...chora nhi he... ghustakhi maaf kijiye ....
nahi essa nahi haa, shaid hum hi app ki issay mazah ko samaj nahi pay. app bus sanan kay sath takrar ko rafa dafa karain aur dosti ka hath barhanay main pahal kar dijiya :)
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
kya dosti ka hath...aray hm kab un se larr rahy hein
hm ne to adab-e- khatir ko malhooz rakha he....
hum ghair larkeoN say hath naheen millatay haiN ![]()
Hamari iss majboori ko samjhaiN aur naraaz mat hoiye ga aap donooN ![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
hm konsay apnay hath barha rahy hein…![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
kabhi sochna bhi mat :nono: hum buhat maghroor waq’a hoiy haiN ![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
hm per to khud magroore larki ka label lga hua he…![]()
to kiya app nay ghar main b larkian paal rakhi haan ![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
MAGHROORRRR :nono:
Nahen aap par to javed bhai ka label laga howa hay ![]()
naheen hamarai bandiaN haiN ![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
to sanna ap per sannan *BONGOBOKOF *KA LGA DETY HEIN.....
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
yah kounsi zaban ka lafz hay Bhai ![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
zahay naseeb zahay naseeb, yaad aya wo bandia jo main nay app kay mahal main dakhi thee. wo attee sundar theen
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
Bus hum sundarta kay to shuru he say qail haiN … aap hamari doost honay kay nattay daikh aaiN haiN leekan kissi aur say zikar mat key jiye ga ![]()
![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
Lagta hay poochnay ka liye Tashreef ka tokar utha kar rukhsat ho chuki haiN
sahi farmaya app nay, yahan logon ki nazar na lag jay ap kay shahi khandan ko ![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
bus aab aap ziyada mufat (free) honay key koshish mat karaiN ![]()
Re: ~~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~~
hum nay kiya gustakhi kar di ![]()