MeiN Aik Buhat Tameezdaar aur Suljhay howa Jazaib Nazar Banda Haqeer Pur Taqseer HooN Aur Sirf Mazah Key Kahtir GS (café) Mein Tashreef Awari Hoti Hay
Agar Nadanstagi Mein Hum Say Koi Khata Sarzad Ho Gai Ho Aur Aap Kay Nazuk Mizaj Ko GiraaN Guzra Ho Tou Yah Banda Haqeer Pur Taqseer Dastbadust Muaafi Ka Khwahistagaar Hay .
Umeed HaiN Aap Apni Bud DuaooN Mein Nacheez ko Yaad Naheen RakhaiN Gaiy
Note: Hamari Walida Muhatarma ko Kabhi Hamari Harkaat kay baray main Mat Bataya jai Warnah Woh Apnay Paposh Mubarik say Hamari Mizaj Pursi FarmaiN gi Kha Hum Ko Raat Ko Bhi Aftab Chamkata nazar aai ga
.
wesay to apki batain hamary nazuk mizaj pr garan hi guzarti hein lekin ager ap sachay dil se maafi k khawastgar hein to hm ne apko maaf kiya…kya yad kren gy ap b…