~*~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~*~

Wallah-e Hum nay kissi dosheeza kay sath kia kia hay … Idhar pahlay he do dosheeziaN tashreef rakhti haiN aur aap unn key rai bhi lay sakti haiN :ast: Itnay paray Izamaat to kabhi hum par Europe mein ta’leem k doraan bhi naheeh lagay thay :naraz: