~*~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~*~

:smack2: yahi baat to hum asaan urdu mein inn khawateen ko farma chukay haiN leekan lagta hay yah loog jazbaat key row mein bha jatay haiN :bummer:

Hum aap key buhat mamnoon-e-khatir haiN aur aap key iss tajveez key shad-u-mud say taa’id karta haiN

FBI brother aap bhi kamal key his-e-mazah rakhtay haiN :lajawab: