~*~ GS (Cafe) Kay Guppies / Guppans ~*~

Aap key hosla afzai par bana aap ka mamnon-e-khatir rahay ga :bb:
Uncle key pichlay paisay bhi dainay thay woh bhi lota daiN to banda ta umar aap ka mashkoor rahay ga

Muhtarma agar aap urdu mein likh daiti tou banda kissi aur key madad lainay key zahmat say bach jata … umeed hay aap k mizag par peri baat giraaN naheen guzray gi