Qiblah agar aap iss dhagay (Thread) meiN mojoud pahli chithi (post)
Sirahanay ka buhat shukaria ![]()
MashaAllah Allah aap ka mazeed Zor-e-biyaan Atta farmay … buhat dilkush pairai mein wazahat key hay aap nay
Sud Afsoos kah hum aap ko wazahat nah day sakay aur iss par ta umar malool-e-khatir rahaiN gaiy
Aap key Aamud aur koi shaikayat nah honay par Banda aap ka mamnoon-e-khatir hay ![]()