Aray naheen Doost Hum aap ko kissi theater kay actor nazar aa rahay haiN kia ![]()
Baja Irshad farmaya aap nay aur chapat bhi moq’a bar mahal thi ![]()
Inn Khoubsurat Alfaz par banda aap ka mashkoor hay
apnay Osaan khata mat karaiN saira sahiba
MudatooN baa’d apnay shahar key yaad aai to socha urdu-e-mua’la mein guftago kar li jai