Shayad TYPO ho gaya hai aap se…issi liye kehtay hein ke jald baazi ka kaam bura hota hai!
Meri BHEINSS mere gaoun (village) Mehrpur-chak no.33, Sahiwal Road near Pattoki…mein rehti hai…aur pechlay haftay…chachazaad bhai se baat cheet ke dauraan…patta challa ke woh kuch bimaar thi magarr abb theek hai.
Khush Rahein…