Re: GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
yeh kia raaz o niyaaz kii baateN ho rahii haiN? maiN bhii to sunuuN kuchh? ![]()
Re: GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
yeh kia raaz o niyaaz kii baateN ho rahii haiN? maiN bhii to sunuuN kuchh? ![]()
Re: GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
ufff…tum bhii na bas! itnaa bhii samajh nahiiN k aisaa sawaal daaGh diyaa! bhejaa vo bhii kisii Gappie yaa Gappan kaa kaise yummy/tasty ho saktaa hai? Halaq se neeche utar jaaye yehii ek mo’jizah hai!
![]()
Re: GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
Kuch khaas nahi
Kaise ho Miyan???
Re: GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
Allah tumhaarii zabaan meN taaseer de…bas mujhe Allah jaldii se kisii kaa ‘miyaaN’ banvaa de…aameen! ![]()
main to Tik Tok N fiT faaT huN…tussii sunaao kii gal hondaa? ![]()
Re: GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
Hm
Chaturai se kaam liya hai:p
Re: GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
chatur maiN kahaaN…chatur to laRkiyaan hotii haiN, kiuN k:
ik chatur naar kar ke singhaar
mere man ke dwaar men ghusat jaat, ghusat jaat!
Re: GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
faulad ki deewar banva lein
GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
Bhejaaaa :rotato:
phir bhi miyan me jawab nai diya ![]()
GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
O darling darling stand by me ![]()
![]()
GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
Dhimpa chika dhimp ![]()
Re: GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
![]()
Re: GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
Hope everyone is well!!
Anyone want some samosa’s,?
Take as many as you’d like.
GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
Kithe Gaye ![]()
Re: GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
faulad ki deewar banva lein
faulaad kii deevaar dekh kar aur justuju hogii k is deevaar ke peechhe kia cheez hai?
deevaarke peechhe kia hai deevaar ke peechhe!!! ![]()
phir bhi miyan me jawab nai diya
miyaaN ko miyaauuN le gaii [miyaauuN = billi] ![]()
muje bhi do na ![]()
Re: GS Apprentice - TEAM 2 (Task 1)!!!
![]()