Re: Grieved Parents of Peshawar Attack criticizes Imran khan on his arrival at APS
yaar u to bilkul he ik key muhabat mein ankhon aor kanon per khopay charha kar aa gey ho :smack: u key itla k liye arz hay keh in logon nay yeh bhi kaha tha keh ager nawaz aay to us k sath bhi yahi karain gey. bilkul theek karein gey mein in k sath hon.
zara ek bar phir yeh khopay ankhon aor kanon per say utar ker iss maa ko suno ager phir bhi lagey keh yeh fake hey to phir u key aql per matam nahin balkah inna lillah parh loon ga